zindagi se yeh lete pange, lafangey parindey
udte phirte, azaad mast
har mushkil ko karte hain past
rozana maut se lapak jhapak
khatron se khelna in ki sada
oh yeh saaf kabhi yeh gandey, lafangey parindey
(ring rang rang ring ring rang ring
ring rang rang ring ring rang ring
ring rang rang ring ring rang ring
ring ring ring ring ring ring rang)x2
angaar ki tarah aag ugalta jigar hai
ek khwaab mila to dooje khwaab pe nazar hai
inhein rok na paa koi, hon raah mein jitne rode
masti ke nashe ke aashiq, khulle hain saare ghode
udte phirte, aazaad mast
har mushkil ko karte hain past
rozaana maut se lapak jhapak
khatron se khelna in ki sada
oh yeh saaf kabhi yeh gandey, lafangey parindey
ring rang rang ring.....
nas nas mein sheher ki ban ke lahu yeh dauden
jis taraf ho marzi, raah ko apni modein
chaabi to nahi hai milti, kismat ke taaley toden
raftaron ke yeh aashiq, khulle hain saare ghode
udte phirte, aazaad mast
har mushkil ko karte hain past
rozaana maut se lapak jhapak
o khatron se khelna in ki sada
o yeh saaf kabhi yeh gandey, lafangey parindey
haan yeh saaf kabhi yeh gandey, lafangey parindey
lafange........
parinde........
ring rang rang ring....
No comments:
Post a Comment