Meri jaan meri jaan, meri jaan tu ye bata
Meri jaan meri jaan, meri jaan tu ye bata
Tujhse karoon wafa ya khud se karoon
Meri jaan meri jaan meri jaan tu ye bata
Sang tere maroon ya jiyoon apna junoon
Sachche jhoothe wadon se hona hai kya
Hum ko nahi pata hai jab kal hoga kya
Zindagi pe tera mera kisi ka na zor hai
Hum sochte hai kuch wo saali socti kuch aur hai
Ye zindagi ye saali zindagi
Hum chahate yahan hai saali jaati kahin aur hai
Lamhein aur lamhon ke beech ye tedhe medhe mod hai
Ye zindagi ye saali zindagi
Meri jaan meri jaan meri jaan tu ye bata
Tujhse karoon wafa ya khud se karoon
Phir ek raat hua ittefak,
Main thi tere saath, Pehloo mein soyi thi
Khoya khoya sath khawabon wali raat
bani fir Yaad, pehlon mein khoyi si jaagi
Subaha ko zindagi nayi si mili
nayi nayi rahon par tujhe le udi
Zindagi pe tera mera kisi ka na zor hai
Hum sochte hain kuch wo saali socti kuch aur hai
Ye zindagi ye saali zindagi
Hum chahate yahan hai saali jati kahin aur hai
Lamhe aur lamhon ke beech ye tede mede mod hain
Ye zindagi ye saali zindagi
Meri jaan meri jaan meri jaan tu ye bata
Tujhse karun wafa ya khud se karun
Sachche jhoote wado se hona hai kya
Hum ko nahi pata hai jab kal hoga kya
Meri jaan meri jaan meri jaan tu ye bata
Tujhse karoon wafa ya khud se karoon
No comments:
Post a Comment