Movie: Rang De Basanti
Music: A R Rahman
Lyrics: Prasoon Joshi
Singer: Mohit Chauhan
Label: Sony Music
kuchh kar guzarne ko khoon chala khoon chala
aankhon ke sheeshe mein utarne ko khoon chala
badan se tapak kar, zameen se lipatkar
galiyon se raston se ubharkar, umadkar
naye rang bhar ne ko khoon chala khoon chala
To do something (big), the blood has started (boiling/raging)
the blood is moving to descend into the mirror of eyes..
falling from the body, embracing the earth
winding through the streets. surging and sweeping
To fill (the world) with new colors, blood is moving..
khuli si chhot lekar, badhi si tees lekar ahista ahista
sawaalon ki ungli, jawaabon ki mutthi
sang lekar Khoon chala
kuchh kar guzarne ko khoon chala khoon chala
Taking with it a gaping wound, and a pinching pricking, slowly, slowly
taking with it (pointing) fingers of questions, and fists of answers (for those doing wrong)
kuchh kar guzarne ko khoon chala khoon chala
aankhon ke sheeshe mein utarne ko khoon chala
badan se tapak kar, zameen se lipatkar
galiyon se raston se ubharkar, umadkar
naye rang bhar ne ko khoon chala khoon chala..
No comments:
Post a Comment