Movie: Ki and Ka
Music: Mithoon
Lyrics: Sayeed Quadri
Singers: Mithoon, Deepali, Backing Vocals: Arun Daga
Music Label: T-Series
meri har khushi mein ho teri khushi
mohabbat mein aisa zaroori nahi
tu jab milna chaahe na mil sakoon
na milna mera koi doori nahi
mohabbat hai yeh ji huzoori nahi
that in your happiness there is always my happiness too,
there is no such compulsion in love.
when you want to see me, if I can’t see you,
my not seeing you isn’t some gap between us.
It’s love, not a yesmanship thing.
mujhko ehsaas hai par main kehta nahi
paas pehle ke jitna main rehta nahi
I feel this but I don’t say,
that I am not as close to you as I used to be.
ye takaaza hai mere haalaat ka
lena dena hai nahi kuch bhi jazbaat ka
ye sach baat main tujhse keh raha
na aayi hai inme zara bhi kami – ji haan!
it’s all due to my condition
and has nothing to do with emotions.
I’m saying this truth here to you,
they (the emotions) haven’t grown any weaker — yes.
mohabbat hai yeh ji huzoori nahi – ji haan!
ji haan!
tujhko manaana mujhe to aata nahi
par ye nahi ki tujhe main chaahta nahi
waqt badla hai zara sa
main wohi hoon jaan-e-jaan
kaise tujhko baat main ye
samjhaaun saathiyaa..
kaise khush tujhe rakhoon nahi pata
par chahta hoon tere labon pe hansi
ji haan is like yes sir/ yes ma’am.
I don’t know how to placate you.
but it doesn’t mean that I don’t love you.
the time has changed a bit.
but I am the same, O beloved.
How do I explain this to you,
I don’t know how to keep you happy,
but I want a smile on your face.
ji haan!
mohabbat hai yeh ji hazoori nahi
meri har khushi me ho teri khushi – ji haan!
mohabbat mein aisa zaroori nahi
tu jab milna chaahe, na mil sakoon
na milna mera koi doori nahi – ji haan!
mohabbat hai yeh ji huzuri nahi – ji haan!
No comments:
Post a Comment