Music: Rajesh Roshan, recreated by Gourov-Roshin
Lyrics: Anand Bakshi, Kumaar
Singer: Jubin Nautiyal (Original song sung by Kishore Kumar)
Music Label: T-Series (Julie song rights with Universal music)
zara zara si neend bhi
ajnabi si ho gayi
zara zara chain se
dushmani si ho gayi
even a bit of sleep
has become stranger to me.
slowly there has been
a kind of enmity with peace..
tum mile kho gaya
hai khud ka hi pata
kya karoon, kya nahi
kuch bas mein na raha
samjhoon kaise koi samjhaaye..
Having met you, I have lost
my own address..
what do I do, and what not,
nothing is in my control now.
how do I understand, at least someone explain to me.
dil kya kare jab kisi se
kisi ko pyaar ho jaaye
jaane kahaan kab kisi ko
kisi se pyaar ho jaaye
what can the heart do when
someone falls in love with someone.
no one knows when
one may fall in love with someone..
oonchi oonchi deewaaron si
is duniya ki rasmein
na kuchh tere bas mein jaana
na kuchh mere bas mein
the customs of this world
are like high walls..
there is nothing in your control, O beloved,
nor anything in my control.
tum mile kho gaya
hai khud ka hi pata
kya karoon, kya nahi
kuch bas mein na raha
samjhoon kaise koi samjhaaye..
dil kya kare jab kisi se
kisi ko pyaar ho jaaye
jaane kahan kab kisi ko
kisi se pyaar ho jaaye..
jaise parbat pe ghaTa jhukti hai
jaise saagar se leher uThti hai
aise kisi chehre pe nigaah rukti hai
the way some cloud stops at a mountain,
the way a wave takes birth in the sea,
the same way eyes stop at a face.
rok nahi sakti nazron ko
duniya bhar ki kasmein
the promises of the whole world
cannot stop the eyes.
tum mile kho gaya
hai khud ka hi pata
kya karoon, kya nahi
kuch bas mein na raha
samjhoon kaise koi samjhaye..
dil kya kare jab kisi se
kisi ko pyaar ho jaaye
jaane kahaan kab kisi ko
kisi se pyaar ho jaaye
kisi se pyaar ho jaaye
kisi se pyaar ho jaaye..
No comments:
Post a Comment